Hara masala pulao.
You can cook Hara masala pulao using 12 ingredients and 7 steps. Here is how you cook it.
Ingredients of Hara masala pulao
- Prepare 1 kg of rice.
- You need 1 kg of mutton (boil).
- You need of dhania 1 gaddi.
- Prepare of podina 1 gaddi.
- You need 15 of hari mirch.
- Prepare 1/2 CUP of DAHI.
- You need 1 tbsp of zeera.
- Prepare 3 tbsp of pualo masala.
- Prepare of piyaz 2 large size.
- Prepare 1 tbsp of lehsan adrak paste.
- Prepare of namak too taste.
- It's 1/2 cup of ghee.
Hara masala pulao instructions
- Aik pateeli mein piyaz light brown karein aur nikal lein..
- Usi ghee mein zeera boil gosht daal kar colour change honey tak bhoon lein sth he adrak lehsan ka paste bhi add karein..
- Hara dhania mirchen, podina in 3no ko grind karein aur dahi mein add karein..
- Dahi ka paste gosht mein daalen sth he pulao masala bhi add karein aur achi tarah bhoon lein..
- Soak kiye howe chawal add karein aur hasb e zaroort pani daal kar namak taste karein agr kam ho to add karein..
- Dm lagatey time fry ki hoi piyaz dhania, podina sey chirrak dein aur dam de dein..
- Hara masala pulao ready hai. (ye pulao mainey yakhni ke baghair bnaya hai).